Wednesday, May 26, 2010

kya likhu samajh nahi aa raha hai sala sab tushion aaj se hi chalu ho raha hai kya kar sakte hai aab jana toh padega hi aaj tash khel raha tha lekin mera din nahi tha aaj toh waha pe haar hi nasib hua aaj ka din hi acha nahi hai mere liye

No comments:

Post a Comment